Audio Label Srinath Music

Dagabaz Hai Yeh Waqt - Dee Saturday Night Lyrics


Dagabaz Hai Yeh Waqt

Dagabaaz hai yeh waqt
Yaa zindagi bewafaa
Ho gaye hain achanak
Khud se hi laapata

Dagabaaz hai yeh waqt
Yaa zindagi bewafaa
Ho gaye hain achanak
Khud se hi laapata
Umeedon ki udhaari chadha gayi hain
O ho behoshgi khumaari badh gayi hain
Wooo…hoo..aa jaa e ke fanna
Hoo..ho jaa e ke fanna

Ho shikwa shikayaton se
Daaman chhudaye baithe hain
Shakl pe gunaah hain
Aaina dhokha hain
Mushkile bepanaah
Nee jaat hain kahan

Ghar mein sune sitaare
Huye hain saare suna
Suna aasmaan hain
Ye samma hain
Ghar mein sune sitaare
Huye hain saare suna
Suna aasmaan hain
Ye samma hain
Umeedon ki udhaari chadha gayi hain
O ho behoshgi khumaari badh gayi hain
Wooo…hoo..aa jaa e ke fanna
Hoo..ho jaa e ke fanna

Adhuri jhoothi chahate
Kaise milegi raahate
Aayi aisi shamate
Koan sacha koan sacha
Koan bewajah saitaane
Ajab si rawayate
Ghazab si shararate
Hain sabko maharate
Tu na maange yahan sab ki
Sab se judda hain

Ghar mein sune sitaare
Huye hain saare suna
Suna aasmaan hain
Ye samma hain
Ghar mein sune sitaare
Huye hain saare suna
Suna aasmaan hain
Ye samma hain
Umeedon ki udhaari chadha gayi hain
O ho behoshgi khumaari badh gayi hain
Wooo…hoo..aa jaa e ke fanna
Hoo..ho jaa e ke fanna.

4 Comments