Ai Meri Jaaniya - Mod Lyrics


Ai Meri Jaaniya

Ai Meri Jaaniya Meri Dil Jaaniya

Mujhpe Ulfat Ne Teri
Yeh Kya Jadoo Hai Kiya
Tujhko Dhoondhne Chala Tha
Khud Ko Paa Liya

Ai Meri Jaaniya Meri Dil Jaaniya

Jiski Mujhe Thi Justajoo
Haan.. Jiski Mujhe Thi Justajoo
Woh Toh Har Dum
Mere Paas Thi
Khada Darr Pe Tere
Ik Savarey..
Yeh Khwaab Leke Mere…

Ai Meri Jaaniya Meri Dil Jaaniya

Jaane Mujhe Yeh Kya Ho Gaya
Hmm…
Jaane Mujhe Yeh Kya Ho Gaya
Bus Do Ghadai Mein Hi Main Kho Gaya
Tujhe Sabse Jaana
Maine Maana
Ke Pyar Hai Dewaana

Ai Meri Jaaniya Meri Dil Jaaniya

Mujhpe Ulfat Ne Teri Yeh Kya Jadoo Hai Kiya
Tujhko Dhoondhne Chala Tha Khud Ko Paa Liya

4 Comments