Saat Rang Ke Sapne Lyrics

Mujhpe Bhi Jawani - Saat Rang Ke Sapne Lyrics


Mujhpe Bhi Jawani

Girl:
Mujhpe bhi jawani ayi hai
Mujhpe bhi jawani ayi hai
Ke aag lagegi kahin na kahin (2) (more music 4 beats)
Hey mujhpe jawani ayi hai
Ke aag lagegi kahin na kahin
Mujhpe bhi jawani ayi hai
Ke aag lage ki kahin na kahin
Umr mastani ayi hai, ke aag lagegi kahin na kahin
Mujhpe bhi jawani ayi hai
Ke aag lagegi kahin na kahin
Chorus:
Ha ha ha ha - ha ha ha - ha ha-ha ha ha ha
Ha ha ha ha - ha ha ha - ha ha-ha ha ha ha
Girl:
Laga ke surma ankhon mein
Pahen ke gajra baalon mein
Kabhie jo mein thumka maaroun
To shor mache dil waalon mein
Logon ki diwani ayi hai
Logon ki diwani ayi hai
Ke aag lagegi kahin na kahin
Ha umr mastani ayi hai, ke aag lagegi kahin na kahin
Mujhpe jawani ayi hai, ke aag lagegi kahin na kahin
Girl:
Tukur tukur dekhe mujhko, meri ada ka rasiya hai
Nazar mila ke chori se, kare mera man basiya hai
Is mein be imaani ayi hai
Is mein be imaani ayi hai
Ke aag lagegi kahin na kahin
Is mein be imaani ayi hai, ke aag lagegi kahin na kahin
Umr mastani ayi hai, ke aag lagegi kahin na kahin
Boy:
Mujhpe jawani ayi hai, ke aag lagegi kahin na kahin
Mujhpe jawani ayi hai, ke aag lagegi kahin na kahin
Umr mastani ayi hai, ke aag lagegi kahin na kahin
Mujhpe bhi jawani ayi hai
Ke aag lage ki kahin na kahin
Mujhpe bhi jawani ayi hai
Ke aag lage ki kahin na kahin
Hoi, Umr mastani ayi hai
Ke aag lagegi kahin na kahin (3)

2 Comments